hey hey hmm hmm hmm hmm
hey hey hey hey hey hey
la ra ra hey hey hey hey hey.......
(mere humnashi teri dilbari
yahi shaayari meri roshani) - 2
hai har ek shaam dhuli dhuli
hai har ek subah khuli khuli, zindagi
haan meri zindagi, meri zindagi
mere humnashi teri dilbari
yahi shaayari meri roshani, meri roshani
(jhuki jhuki jo aankein hain
thami thami jo saansein hain) - 2
suno to iname kehani ki kitani baatein hain
ye gagan dhara ke jo paas hai
tera roop hai meri pyaas hai, zindagi
haan meri zindagi, meri zindagi
mere humnashi teri dilbari
yahi shaayari meri roshani, meri roshani
(kabhi kabhi yoon lagata hain
yahann wahaan sab achchha hai) - 2
khushi mein pagala jaata hai, dil wo bachchha hai
ye jo preet hain, ye jo pyaar hain
yahi dhadakano ka singhaar hain, zindagi
haan meri zindagi, meri zindagi
hey hey hey ... la ra ra ra
ho ho ho ho... la la la la la
hey hey hey... la la la la hey hey hey
(chupa chupa jo sapana hain
isi mein to ghar apana hain) - 2
ye jo apani tupani hai, yahi duniya hain
ye ghata, fizaan aur ye chaandani
hain hami se ye dilkashi, zindagi
meri zindagi, meri zindagi
mere humnashi - 2
teri dilbari - 2
yahi shaayari - 2
meri roshani - 2
haan hai har ek shaam dhuli dhuli
hai har ek subah khuli khuli, zindagi
haan meri zindagi, meri zindagi
meri zindagi, haan meri zindagi
hmm hmm.... meri zindagi haan meri zindagi
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
A little drama is required
Being an Indian, I can totally bet that you can just never get enough of drama. You may hate it yet you can’t escape it. I think that w...
-
Scene 1 We are in a water park where all water swings are there and stuff... people have come here for picnic and they are enjoying rides...
-
Updated May 27, 2017: --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------...
No comments:
Post a Comment