Friday, September 11, 2009

Sufi tere pyaar main..



teri yaadien mujhe tadpati hai tarsati hai
mere dil ko sanam dhadkati hai behkati hai
tu kabhi kisi aur ki hona nahi…
jaadu tere ishq ne aisa kiyaa…
sufi tere pyaar mai ban hi gaya…
sufi tere pyaar mai ban hi gaya…

tu meri chaahatein
meri raahatein
meri aashiqui…
tu meri aarzoo
meri justajoo
meri bekhudi…

tu meri dhadkane
meri zindagiii…
meri palke kabhi bhigona nahi
tu kabhi kisi aur ki hona nahiii…
sufi tere pyaar mein ban hi gaya…
sufi tere pyaar mein ban hi gaya…

Ooo… Ooo…

apni tanhaayien
ye viraaniyan
chalo baant le…
apni aawargi
deewangi
chalo baant le…
bin tere na lage
kahi ab jiya…
ger ke khwaboon ko pirona nahi…

tu kabhi kisi aur ki hona nahi…
sufi tere pyaar mein ban hi gaya…
sufi tere pyaar mein ban hi gaya…

tere yaadein mujhe tadpati hai tarsati hai
mere dil ko sanam dhadkati hai behkati hai
tu kabhi kisi aur ka hona nahi…
(tu kabhi kisi aur ka hona nahi)
jaado tere ishq ne aisa kiya…(aisa kiya)
sufi tere pyaar mein ban hi gaya…
sufi tere pyaar mein ban hi gaya…
(sufi tere pyaar mein ban hi gaya)
(sufi tere pyaar mein ban hi gaya) ban hi gaya…
(sufi tere pyaar mein ban hi gaya) ban hi gaya…
ban hi gaya….
(sufi tere pyaar mein ban hi gaya)

No comments:

A little drama is required

Being an Indian, I can totally bet that you can just never get enough of drama. You may hate it yet you can’t escape it. I think that w...